Uska Naam Hai Piya Lyrics | Paappi Devataa

                        
                        uska naam hai piya
wo mangta hai dil mera uska naam hai piya
wo mangta hai dil mera kya karu karu mai kya
kya karu karu mai kya o chhod hamko hai pata
dil to tumne de diya o chhod hamko hai pata
dil to tumne de diya puchhti hai hamse kya
puchhti hai hamse kya uska naam hai piya
wo mangta hai dil mera
mujhpe tum karo yakin karo yakin mujhpe tum karo
mil gaye the ham kahi maine dil diya nahi
usne dil chura liya tune dil nahi diya
tune kuch nahi kiya wo kaise ban gaya piya
wo kaise ban gaya piya uska naam hai piya
isme mera dosh kya kya karu karu mai kya
kya karu karu mai kya uska naam hai piya
kaise mil gayi nazar
mujhko nahi kuch khabar jo hua hua magar
meri marji ke bina tumko rab ka vasta
are dhundho koi rasta kya karu karu mai kya
kya karu karu mai kya ya to usko bhul ja
ya to ho ja bewafa wo tujhko bhul jayega
wo tujhko bhul jayega uska naam hai piya
jo bhi ho hua kare maine dil diya jise
jaan dungi mai use faisla ye kar liya
sath denge ham tera is rog ki nahi dava
par karenge ham duva par karenge ham duva
uska naam hai piya wo mangta hai dil mera
uska naam hai piya wo mangta hai dil mera