Indian Film History

Uff Na Karna Ki Mohabbat Lyrics

From Paisa Hi Paisa (1956)

Duration
8:33
Uff na karna ki mohabbat Meri badnam na ho Jab ulfat ka jamane mein Kahi kaam na ho Ji jaye agar aashu bahe Hota hai gham hota rahe Ji jaye agar aashu bahe Hota hai gham hota rahe Hone bhi de hone bhi de Hone bhi de Ji jaye agar aashu bahe Ho ek jaan aur lakho sitam Betab hai rone ko hum Ho ek jaan aur lakho sitam Betab hai rone ko hum Rone bhi de rone bhi de Ek jaan aur lakho sitam Ae balma khisak ja aaj tu Varna lutegi aabru Balma khisak ja aaj tu Varna lutegi aabru Lutegi aabru balamva Lutegi aabru Chalde yaha se uff na kar Aaya kare muh ko jigar Chalde yaha se uff na kar Aaya kare muh ko jigar Aane bhi de aane bhi de Aane bhi de Chalde yaha se uff na kar Ho o tera hi dahm Bharta hu main Marne se kab darta hu main Tera hi dahm bharta hu main Marne se kab darta hu main Nahi darta hu main Sajaniya nahi darta hu main Dekho idhar ye main chala Hatt ja ari duniya jara Jane bhi de jande bhi de Jande bhi de Dekho idhar ye main chala.

More songs from Paisa Hi Paisa