Indian Film History

Koi Phul Na Khilta Lyrics

From Paise Ki Gudiya (1974)

Lyricist
Verma Malik
Duration
4:35
Koi phul na khilta ye kali bhi na hoti Zindagi bhi na hoti agar tu na hoti Koi phul na khilta ye kali bhi na hoti Zindagi bhi na hoti agar tu na hoti Na hota ujala aur ye rat bhi na hoti Koi baat hi na hoti agar tu na hoti Koi phul na khilta Koi zameen na hoti aur aasma na hota Koi zameen na hoti aur aasma na hota Koi haseen na hota koi jawa na hota Na tare muskurate ye nazare bikhar jate Koi khushi na hoti agar tu na hoti Koi phul na khilta Bulbul ke mast nagme koyal ki shokh tane Bulbul ke mast nagme koyal ki shokh tane Ye badlo ke saye panchi ki ye udane Ye fiza na hoti ye hawa na hoti Ye ghata na hoti agar tu na hoti Koi phul na khilta Na koi pyar hota na intzar hota Na koi pyar hota na intzar hota Na koi dil machalta na bekarar hota Puche jo koi hamse ye sab hai tere damse Koi bhi shay na hoti agar tu na hoti Koi phul na khilta ye kali bhi na hoti Zindagi bhi na hoti agar tu na hoti Zindagi bhi na hoti agar tu na hoti.

More songs from Paise Ki Gudiya