Indian Film History

Aadha Bhi Zyaada Lyrics

From Pal Pal Dil Ke Paas (2019)

Duration
2:45
Sar pe aadha pauna chappar hai toh kya? Ghar pe khule aam aati hai hawa Seeli seeli geeli shakkar hai toh kya? Lootna meethi chai ka maza Dev Bhoomi ki ye maaya Bhool jaate sab kya khoya, kya paaya Aadha bhi zyaada hai yahaan Jeena bada saada hai yahaan Khush rehna aashan hai yahaan Aadha bhi zyaada hai yahaan Jhoothi… Baaki ki duniya saari jhothi Sacchi yahaan ki jadi-booti Bhole ki bolo jai Khaali jeb par koi na udaas Devo ka yahaan hai waas Re koi na fikrein aaspass Yahan saath mein behti Beas Oh sun le bandey Pahaadi sacche bandhu Aake pahaadon mein ram tu Goonje hawao mein damru Bhole ki bolo ho jay Jay Bhole! Aadha bhi zyada hai yahaan Jeena bada saada hai yahaan Khush rehna aasaan hai yahaan Aadha bhi zyada hai yahaan.

More songs from Pal Pal Dil Ke Paas

Aadha Bhi Zyaada Lyrics - Pal Pal Dil Ke Paas (2019) | Indian Film History