Sab Haal Bata Denge Lyrics | Panna

Lyricist : Walli Sahab
Music Director : Najam Naqvi , Amir Ali
Singer : Rajkumari Dubey
                        
                        Sab Haal Bata Denge
Sab Haal Bata Denge
Jo Hum Pe Guzarti Hai
Jo Hum Pe Guzarti Hai
Gake Suna Denge
Sab Haal Bata Denge
Sab Haal Bata Denge

Deewane Ko Kya Kahiye
Deewane Ko Kya Kahiye
Khud Hai Parwana
Khud Hai Parwana
Parwane Ko Kya Kahiye
Deewane Ko Kya Kahiye
Deewane Ko Kya Kahiye

Kyu Kahti Ho Deewana
Kyu Kahti Ho Deewana
Jal Uthti Hai Jab Shama
Jal Uthti Hai Jab Shama
Jab Jalta Hai Parwana
Jab Jalta Hai Parwana
Kyu Kahti Ho Deewana
Kyu Kahti Ho Deewana

Rehne Do Yeh Afsane
Rehne Do Yeh Afsane
Agar Sama Ko Jalna Hai
Agar Sama Ko Jalna Hai
Kyu Jalte Hai Parwane
Rehne Do Yeh Afsane
Rehne Do Yeh Afsane.