Indian Film History

Pathar Ka Mila Takiya Lyrics

From Papiha Re (1948)

Duration
3:01
pathar ka mila takiya aur khak ka bichhona tumko kasam humari is lash par na rona meri lash par na rona pathar ka mila takiya aur khak ka bichhona tumko kasam humari is lash par na rona meri lash par na rona banker dhuaa humare armaa nikal rahe hain banker dhuaa humare armaa nikal rahe hain jalte rahe hamesha aur ab bhi jal rahe hain ab bhi jal rahe hain takdeer me likha tha jal jal ke raakh hona pathar ka mila takiya aur khak ka bichhona meri lash par na rona ho bechain hu abhi tak bechain hu abhi tak bechain hu abhi tak surat zara dikha ja bekhat ki hai surkaht do phool tu chdha ja do phool tu chadha ja tujhko kasam hai meri karke na yaad rona tujhko kasam hai meri karke na yaad rona pathar ka mila takiya aur khak ka bichhona meri lash par na rona barbaad aarjuye, barbaad ka rhi hain barbaad aarjuye, barbaad ka rhi hain aankhe kisi ki surat yaad kar rahi hain yaad kar rahi hain takdeer ke likhe ko hai aansuo se dhona pathar ka mila takiya aur khak ka bichhona meri lash par na rona

More songs from Papiha Re

Pathar Ka Mila Takiya Lyrics - Papiha Re (1948) | Indian Film History