Saajana Lyrics | Pappu Can't Dance Saala

                        
                        sakhiya kyu bole kano me kadvi bhasha
sapna hai jhutha tera jhuti hai aasha
sakhiya ye bole tera pardeshi saiya
na wo ghar lautega na wo thamega bahiya
jag chahe jo bole mai dil se kyu lagau re
sajna ke rang me sajni banke mai rang jau
sajna sajna sajna sajna
sajna sajna sajna re
sajna sajna sajna sajna
sajna sajna sajna re

sakhiya kyu bole kano me kadvi bhasha
sapna hai jhutha tera jhuti hai aasha
sakhiya ye bole tera pardeshi saiya
na wo ghar lautega na wo thamega baiya
jag chahe jo bole mai dil se kyu lagau re
sajna ke rang me sajni banke mai rang jau
sajna sajna sajna sajna
sajna sajna sajna re
sajna sajna sajna sajna
sajna sajna sajna re

sajna pardesh gaye
do naina nir bahau kyu mai
sakhiyo ki batiya jhuthi sunke
shok manau kyu mai
sajna ke satrangi sapne pe
mai balihari jau
ro dhoke sajna ke sapno
se rang churau kyu mai
dil ki hi boli bolu, sajna ko mai na tolu
sajna hai mere, sajna ki mai holu
jag chahe jo bole mai dil se kyu lagau re
sajna ke rang me sajni banke mai rang jau
sajna sajna sajna sajna
sajna sajna sajna re
sajna sajna sajna sajna
sajna sajna sajna re

sajna ji se hai mera
man se man ka aisa nata
rahta jis desh me bhi ho
mera sajna wo kahlata
donoke bich jitni bhi ho
duri ghabrau kyu mai
ankhiya mundu to man me
mukhda uska hi khil jata
kyu na bindiya chamkau
kyu na payal chhankau
sajna ki dhun me wari wari jau
jag chahe jo bole mai dil se kyu lagau re
sajna ke rang me sajni banke mai rang jau
sajna sajna sajna sajna
sajna sajna sajna re
sajna sajna sajna sajna
sajna sajna sajna re.