Indian Film History

Swarg Mein Milegi Lyrics

From Paramaatma (1994)

Singers
Kumar Sanu
Lyricist
Indeevar
Duration
5:17
Swarg mein milegi Apsara mujhe yakin hai Lekin apne gaaon ki Gori bhi to haseen hai Swarg mein milegi Apsara mujhe yakin hai Lekin apne gaaon ki Gori bhi to haseen hai Husn ka didar kiya Kya bura kiya Kisi ko jo pyar kiya Kya bura kiya Swarg mein milegi Apsara mujhe yakin hai Lekin apne gaaon ki Gori bhi to haseen hai Kal ka wada sapna hai Shayad sach na ho paye Haatho se mat jaane do Aaj tumhe jo mil jaaye Ha khud ko hi barbad kiya Kab auro ko sataya hai Kab auro ko tadapaya Apna jigar jalaya hai Us duniya mein milegi Sharab aitbar hai Lekin iss duniya mein bhi to Madira ka bazar hai Swarg mein milegi Apsara mujhe yakin hai Lekin apne gaaon ki Gori bhi to haseen hai Husn ka didar kiya Kya bura kiya Kisi ko jo pyar kiya Kya bura kiya Jannat kya hai kaisi hai Karo sawal to achha hai Dil ke behlane ke liye Magar khayal to achha hai Ha duniya magar khayal nahi Duniya ek haqiqat hai Jo kuch jitna mil jaaye Samajho badi ganimat hai Us duniya mein milegi Sharab aitbar hai Lekin iss duniya mein bhi to Madira ka bazar hai Swarg mein milegi Apsara mujhe yakin hai Lekin apne gaaon ki Gori bhi to haseen hai Husn ka didar kiya Kya bura kiya Kisi ko jo pyar kiya Kya bura kiya.

More songs from Paramaatma

Swarg Mein Milegi Lyrics - Paramaatma (1994) | Indian Film History