Indian Film History

Saajan Se Milne Jana Hain Lyrics

From Parayaa Ghar (1989)

Lyricist
Hasan Kamal
Duration
4:23
Sajan se milne jana hain aaj Doli pe ho ja sawar ho Apne piya ko lubhana hain aaj Karle tu solah singar Sajan se milne jana hain aaj Doli pe ho ja sawar ho Apne piya ko lubhana hain aaj Karle tu solah singar Jinse lagi lagan unse hoga milan Apne hatho se tujhko saja dungi sakhi Lahke kajara tera mahke gajra tera Apni khushiya bhi tujh par luta du sakhi Ye rup uspe lutana hain aaj Hoga hain tujh par nisar ho Apne piya ko lubhana hain aaj Karle tu solah singar Ek aati hai rut ek jati hai rut Jisme dil khil uthe rut hai sawan wahi Chahte hain sabhi par ye sach hai sakhi Jisko chahe piya hain suhagan wahi Jisko chahe piya hain suhagan wahi Dil yu khushi se deewana hain aaj Tujh par diya khud ko war ho Apne piya ko lubhana hain aaj Karle tu solah singar Sajan se milne jana hain aaj Doli pe ho ja sawar ho Apne piya ko lubhana hain aaj Karle tu solah singar.

More songs from Parayaa Ghar

Saajan Se Milne Jana Hain Lyrics - Parayaa Ghar (1989) | Indian Film History