Indian Film History

Jahan Piya Wahan Main Lyrics

From Pardes (1997)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:45
Are Ganga Tu Kaahe Jaaye Pardes Kaahe Jaaye Pardes Chhodke Apna Des, Apna Des Chhodke Apna Des Ganga Chali Kahan Kasam Tod Ke Hume Chhod Ke Ganga Chali Tu Kahan Kasam Tod Ke Hume Chhod Ke Piya Mere Piya Jahan Piya Wahan Main Mere Piya Wahan Main Des Chhudaaya Pardes Bulaaya Des Chhudaaya Pardes Bulaaya Sandes Ye Aaya Mere Naam Jahan Piya Wahan Main Mere Piya Wahan Main Main Kya Karoon Mere Raam Aam Aam Aam Aam Jahan Piya Wahan Main Mere Piya Wahan Main Aisa Lagta Hai Ki Dil Ke Andar Kuchh Toot Raha Hai Baabul Ke Aangan Mein Mera Bachpan Chhoot Raha Hai Main Khush Bhi Hoon Udaas Bhi Nadiyaan Mein Jaise Pyaas Bhi Main Kya Karoon Meri Raam Aam Aam Aam Aam Jahan Piya Wahan Main Mere Piya Wahan Main Chaandi Ki Katori Sone Ka Pitaara Chaandi Ki Katori Sone Ka Pitaara Lage Maiya Meri Mujhko Saasu Ne Pukaara Laali Kaajal Powder Bindiya Laali Kaajal Powder Bindiya Lage Meri Maiya Mujhko Saiya Ne Pukaara Andekha Anjaana Sa Ek Sapna Dekh Rahi Hoon Apne Mann Ke Darpan Mai Mukh Apna Dekh Rahi Hoon Ye Main Hoon Ya Koi Aur Hai Sanjog Pe Kiska Zor Hai Main Kya Karoon Meri Raam Aam Aam Aam Aam Ganga Chali Kahan Kasam Tod Ke Hume Chhod Ke Humei Chhod Ke Wahan Main,Wahan Main Jahan Piya Wahan Main Wahan Main,Wahan Main.

More songs from Pardes

Jahan Piya Wahan Main Lyrics - Pardes (1997) | Indian Film History