Indian Film History

Sapnon Mein Aane Waala Aaya Lyrics

From Pareeksha (1963)

Singers
Geeta Dutt
Duration
3:00
Sapnon mein aane waala Aaya bahaar ban kar Sapnon mein aane waala Aaya bahaar ban kar Aankhon mein pyaar bhar ke Dil ka qaraar ban kar Ae ji aankhon mein pyaar bhar ke Dil ka qaraar ban kar Sapnon mein aane waala Aaya bahaar ban kar Dekha hai ek sapna Dekha hai ek sapna Baithi thi ban sanwar kar Aaye wo chori chori Bainyyaan pakad ke mori Kehne lagey wo gori Aa jaa ke pyaar kar len Yun kehne lagey wo gori Aa jaa ke pyaar kar len Sapnon mein aane waala Aaya bahaar ban kar Aankhon mein pyaar bhar ke Dil ka qaraar ban kar Jeevan mein aaj Aayi bahaar Jaaga hai pyaar Badla hai rang Machli umang Uthi tarang mann mein Jeevan mein aaj Aayi bahaar Jaaga hai pyaar Badla hai rang Machli umang Uthi tarang mann mein O ho ho hooo Ooo ooo ooo ooooo Lallal lallal la lall laa Lallal lallal la lall laa Sapnon mein aane waala Aaya bahaar ban kar Aankhon mein pyaar bhar ke Dil ka qaraar ban kar Ae ji aankhon mein pyaar bhar ke Dil ka qaraar ban kar.

More songs from Pareeksha

Sapnon Mein Aane Waala Aaya Lyrics - Pareeksha (1963) | Indian Film History