Indian Film History

Oye Aakhir Tumko Aa Hi Gaya Lyrics

From Parivaar (1968)

Duration
4:16
Oyye aakhir tumko aa hi gayaa Andaaz to pyaar jataane kaa Oyye aakhir Oyye aakhir tumko aa hi gayaa Andaaz to pyaar jataane ka Ye kaam koyee seekhe tumse Ye kaam koyee seekhe tumse Baaton mein baat banaane kaa Baaton mein baat banaane kaa Oyye aakhir tumko aa hi gayaa Andaaz to pyaar jataane kaa Andaaz to pyaar jataane kaa Baatein to khud bann jaati hain Baatein to khud bann jaati hain Gar pyaar ka ho armaan dil mein Gar pyaar ka ho armaan dil mein Dil mein kaise Ab raaz chhupe Jab tumsaa ho mehmaan dil mein Jab tumsaa ho mehmaan dil mein O mehmaan tumhaare O mehmaan tumhaare dil se kabhi Ab naam na lenge jaane ka Ab naam na lenge jaane ka Ye kaam koyee seekhe tumse Ye kaam koyee seekhe tumse Baathon mein baat banaane ka Baaton mein baat banaane ka Oyye aakhir tumko aa hi gayaa Andaaz to pyaar jataane ka Andaaz to pyaar jataane ka Tum kyaa jaano Hamne tumse oyye Tum kyaa jaano Hamne tumse Baandhi hain kitni aashaayein Baandhi hain kitni aashaayein Tum bhi sunn lo Naa-mumkin hai Hum aur kisi ke ho jaayein Hum aur kisi ke ho jaayein Ye waadaa tumko Ye waadaa tumko yaad rahey Jeevan bhar saath nibhaane kaa Jeevan bhar saath nibhaane kaa Oyye aakhir tumko aa hi gayaa Oyye hoyye hoyye Tumko aakhir aa hi gayaa Andaaz to pyaar jataane ka Andaaz to pyaar jataane ka Ye kaam koyee seekhe tumse Baaton mein baat banaane kaa Baaton mein baat banaane kaa Oyye aakhir tumko aa hi gayaa Andaaz to pyaar jataane ka Andaaz to pyaar jataane ka.

More songs from Parivaar

Oye Aakhir Tumko Aa Hi Gaya Lyrics - Parivaar (1968) | Indian Film History