Aisa To Socha Na Tha Kaise Ye Kya Ho Gaya Lyrics | Pasand Apni Apni

                        
                        aisa to socha na tha kaise ye kya ho gaya
aisa to socha na tha kaise ye kya ho gaya
pyar ka wo sama kab kaha kho gaya
aisa to socha na tha kaise ye kya ho gaya
anjan raho me kyu milte hai do ajnabi
ek pal me ban jaye kyu ek duje ki jindagi
jo nahi hona tha wo yaha ho gaya
aisa to socha na tha kaise ye kya ho gaya
sathi bichad jate hai kis mod pe chhod ke
sapne bikhar jate hai masum dil tod ke
sathi bichad jate hai kis mod pe chhod ke
sapne bikhar jate hai masum dil tod ke
jal gayi do jaha sab dhua ho gaya
aisa to socha na tha kaise ye kya ho gaya
pyar ka wo sama kab kaha kho gaya
aisa to socha na tha aisa to socha na tha