Indian Film History

Na Aaj Tha Na Kal Tha Lyrics

From Pati Patni Aur Woh (1978)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
3:41
na aaj tha na kal tha koi muskeel thee na hal tha to phir kya tha, bus ek phal tha yeh phal khana mana hai, sab unse kahete the adam aur hava dono janat main rahete the dono ka dil lalchaya us phal ko tod ke khaya ek shola sa lahraya, unmai shaitan samaya unko jo hargij na karna tha kar baithe the adam aur hava dono janat main rahete teh kudrat ko gussa aaya dono pe jurm lagaya janat mai rahne wale janat se gae nikala upar se ghirey wo eechey, phal aaya pechey pechey un sadiyon ne dam todha, phal ne peecha na choda kahene waley yun unka afsana kahte hain adam aur huva ab is duniya main rahte ha

More songs from Pati Patni Aur Woh

Na Aaj Tha Na Kal Tha Lyrics - Pati Patni Aur Woh (1978) | Indian Film History