Indian Film History

Aaj Ki Taza Khabar Lyrics

From Patthar (1985)

Duration
3:37
Zinda akhbar hoon main Zulm ka shiakr hoon main Zinda akhbar hoon main Zulm ka shiakr hoon main Ek bebas satai huyi Abla ki pukar hoon main Dhundta hain dhundta hai ek Bhai bahan ko agar dagar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Koi papi kuchal Gaya hain ek rakhi ko Liye suni kalai Ek bhai rota hain Sochne jaisi bat Hai ke aaj duniya mein Din dahade jo Bebaso pe sitam hota hain In hawao mein In hawao mein kisne Ghol diya hain ye jahar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Is aurat khilona Ban gayi hain duniya mein Koi bhi uski abru se Khel jata hain Bhul ajta hai admi Ke uska aurat se Maa bahan beti ke jaisa Pawitar nata hain Tute sapno se Tute sapno se ye Riste kahi na jaye bikhar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Bhid mein koi kho Gaya dhundta koi Shor itna hain ke Awaz doob jati hain Koi bhai jo wada Apna yaad karta hain Bahan ki doli Aankho mein Ubhar aati hain Mere malik Mere malik garib ki Duao ko de asar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar Aaj ki taza khabar.

More songs from Patthar

Aaj Ki Taza Khabar Lyrics - Patthar (1985) | Indian Film History