Indian Film History

Ho Rama Pani Bharne Lyrics

From Payal Ki Jhankaar (1980)

Lyricist
Maya Govind
Duration
3:04
ho rama pani bharne jau to nijar lag jae ho rama pani bharne jau to nijar lag jae nijar lag jae ho kamar balkhae nijar lag jae ho kamar balkhae rama pani bharne jau to nijar lag jae ye pyara mukhda mora chand sa gora gora honth hai phool jaise nain hai jaise bhavra umaria mori bali dupatta mora kora laaj se mar mar jau taanke baniya ka chora ho kaise ho kaise chunariya sambhalu gagar giri jae kamar balkhae ho daiya pani bharne jau nazar lag jae ho rama pani bharne jau to nijar lag jae kal jo panghat pe gayi sang thi dadi meri mai zara aage bad gayi dadi thoda peeche rah gayi kisi ne kankar mara dadi ka gussa jaga haay gagar bhi tuti daant bhi gir gae nakli fir to ghunghat gira ke dadi sharmae ho nizar lag jae ho rama pani bharne jau to nijar lag jae ho rama pani bharne jau to nijar lag jae.

More songs from Payal Ki Jhankaar

Ho Rama Pani Bharne Lyrics - Payal Ki Jhankaar (1980) | Indian Film History