Indian Film History

Mai To Pehli Ghata Lyrics

From Payal Ki Jhankar (1968)

Duration
5:20
Mai to pahli ghata barsat ki Mai to pahli ghata barsat ki Pyase raja ki pyar bujhaye dungi Bujhaye dungi Mai to chandaniya poonam ki raat ki Mai to chandaniya poonam ki raat ki Saiya nindiya ki madira pilaye dungi Pilaye dungi Mere daman me thandi fuhar hai Mere dam se chaman ki bahar hai Mere daman me thandi fuhar hai Mere dam se chaman ki bahar hai Mere lahrake thane ki der hai Mere lahrake thane ki der hai Sari dunia ko chanchal banaye dungi Mai to pahli ghata barsat ki Mai to pahli ghata barsat ki Pyase raja ki pyar bujhaye dungi Bujhaye dungi Mai mahine me ek bar aayi Ab jane ka paygam layi Mai mahine me ek bar aayi Ab jane ka paygam layi Wo mahal ho ya jogan ki kutiya Wo mahal ho ya jogan ki kutiya Mai to sabke andhere mitaye dungi Mai to chandaniya poonam ki raat ki Mai to chandaniya poonam ki raat ki Saiya nindiya ki madira pilaye dungi Pilaye dungi Tu kahe to baras ke dikha du Teri hasti ko pal me mita du Jo mita kar banaye to manu Dubte ko bachaye to manu Tu ghata hai ghata ti rahegi Tu ghata hai ghata ti rahegi Mai to sabke ujale badhaye dungi] Mai to chandaniya poonam ki raat ki Mai to chandaniya poonam ki raat ki Saiya nindiya ki madira pilaye dungi Pilaye dung

More songs from Payal Ki Jhankar

Mai To Pehli Ghata Lyrics - Payal Ki Jhankar (1968) | Indian Film History