Maine Kahi Na Mere Yaar Ne Kahi Lyrics | Pehla Pehla Pyar

                        
                        Maine kahi na mere yaar ne kahi
Logo se kab kahan kaise sun lee
Maine kahi na mere yaar ne kahi
Logo se kab kahan kaise sun lee
Aankhon ne kyaa kuch bol diya
Oye oye oye oye oya.baat khul gayi
Maine kahi na mere yaar ne kahi
Logo se kab kahan kaise sun lee
Aankhon ne kyaa kuch bol diya
Oye oye oye oye oya.baat khul gayi
Maine kahi na mere yaar ne kahi
Logo se kab kahan kaise sun lee

Tera kasoor hain na mera kasoor
Dushman hamara koi hoga zaroor
Tera kasoor hain na mera kasoor
Dushman hamara koi hoga zaroor
Jisane ye bhed saara khol diya
Oye oye oye oye oya.baat khul gayi
Maine kahi na mere yaar ne kahi
Logo se kab kahan kaise sun lee

Jisaka hisaab mere paas nahi
Jisaka jawaab tere paas nahi

Jisaka hisaab mere paas nahi
Jisaka jawaab tere paas nahi
Sabne sawaal aisa puchh liya
Oye oye oye oye oya.baat khul gayi
Maine kahi na mere yaar ne kahi
Logo se kab kahan kaise sun lee

Humne liya thaa bas naam pyaar ka
Humne peeya thaa ek jaam pyaar ka
Humne liya thaa bas naam pyaar ka
Humne peeya thaa ek jaam pyaar ka
Kisane zeher iss mein ghol diya
Oye oye oye oye oya.baat khul gayi
Maine kahi na mere yaar ne kahi
Logo se kab kahan kaise sun lee
Aankhon ne kyaa kuch bol diya
Oye oye oye oye oya.baat khul gayi
Maine kahi na mere yaar ne kahi.