Unka Ishara Jaan Lyrics | Pehli Nazar

Lyricist : Safdar Aah
Music Director : Mazhar Khan , Anil Biswas
Singer : Naseem Akhtar
                        
                        Unka Ishara Jaan Se Pyara
De Gaya Dil Ko Mere Sahara
Karke Mohabbat Ka Mujhse Wada
Kah Diya Ha Ha Main Hoon Tumhara
Main Hoon Tumhara Jaan Se Pyara
De Gaya Dil Ko Mere Sahara
Unka Ishara Jan Se Pyara

Jaise Naya Ek Saaz Bajaya
Jaise Naya Ek Geet Sunaya
Jaise Naya Ek Saz Bajaya
Jaise Naya Ek Geet Sunaya
Jagi Jagi Jagi Umange
Jagi Jagi Jagi Umange
Chauki Jawaani Dil Ne Pukara
Chauki Jawaani Dil Ne Pukara
Jan Se Pyara Jan Se Pyara
De Gaya Dil Ko Mere Sahara
Unka Ishara Jan Se Pyara

Khatam Hua Bachpan Ka Zamana
Khatam Hua Bachpan Ka Zamana
Pee Ki Nagariya Mein Ab Hai Jaana
Pee Ki Nagariya Mein Ab Hai Jaana
Thodi Si Naiya Or Badha De
Pas Hai Manzil Wo Hai Kinara
Pas Hai Manzil Wo Hai Kinara
Jan Se Pyara Jan Se Pyara
De Gaya Dil Ko Mere Sahara
Unka Ishara Jaan Se Pyara.