Indian Film History

Afghan Jalebi Lyrics

From Phantom (2015)

Duration
2:45
Maqtool jigar, ya baba Qaatil hai nazar, ya baba Ek maah-jabi, ya baba Ek noor-e-nabi,ya baba Rab ki rubaayi, ya baba Ya hai tabaahi, ya baba Darram jurrahi, ya baba Boli ilaahi, ya baba Afghan jalebi, maashooq farebi Ghayal hai tera deewana, bhai waah! Bandook dikha dikha ke, Kya pyaar karegi Chehra bhi kabhi dikhaana Bhai waah, bhai waah Khwaja ji ke paas, Teri chugli karunga Teri chugli karunga, Haan teri chugli karunga Angoothi mein qaid, Teri ungli karunga Main teri chugli karunga, Haan teri chugli karunga Oye dekhe taraazi, banda namaazi Khel ke baazi, khaa-ma-khaa Ab thehra na, kisi kaam ka Heer ka koi, sher suna ke Ghoont laga ke, jaam ka Mera meh-khaan mehez naam ka Oye lakh pe jigar, ya baba Oye noor-e-nazar ya baba Ek teer hai tu, ya baba Main jigar, ya baba Bandon se nahi toh, Allah se daregi Waada toh kabhi nobhana, bhai waah! Bhai waah bhai waah bhai waah! Khwaja ji ke paas, Teri chugli karunga Main teri chugli karunga, Haan teri chugli karunga Angoothi mein qaid, Teri ungli karunga Main teri chugli karunga, Haan teri chugli karunga Gul-e-gulzar, ya baba Mere sardar, ya baba Bade mansoor, ya baba Tere rukhsaar ya baba Shamsheer nigaahein, Chaabuk si adayeein Nacheez pe na chalaana Bhai waah, bhai waah Bandook dikha dikha ke, Kya pyaar karegi Chehra bhi kabhi dikhaana Bhai waah, bhai waah.

More songs from Phantom

Afghan Jalebi Lyrics - Phantom (2015) | Indian Film History