Indian Film History

Ram Kasam Bura Nahin Lyrics

From Phir Kab Milogi (1974)

Duration
3:03
Koi paas aaye yuhi mujhe chhuke muskuraye Ram kasam bura nahi manoongi Allah kasam bura nahi manoongi Koi paas aaye yuhi mujhe chhuke muskuraye Ram kasam bura nahi manoongi Are allah kasam bura nahi manoongi Alag rahe to wo lahraye Mile to use kuchh ho jaye Alag rahe to wo lahraye Mile to use kuchh ho jaye Aahe bhare halki Labo se w odil ki adhi adhi baate sunaye Ram kasam allah kasam bura nahi manoongi Koi paas aaye yuhi mujhe chhuke muskuraye Ram kasam bura nahi manoongi Are allah kasam bura nahi manoongi Najar kare sada ulfat ki Baate kare meri surat ki Najar kare sada ulfat ki Baate kare meri surat ki Ha dekhe kabhi kajal Chede kabhi aanchal Kabhi meri nath bhi laye Ram kasam allah kasam bura nahi manoongi Koi paas aaye yuhi mujhe chhuke muskuraye Ram kasam bura nahi manoongi Are allah kasam bura nahi manoongi Koi paas aaye yuhi mujhe chhuke muskuraye Ram kasam bura nahi manoongi Are allah kasam bura nahi manoongi.

More songs from Phir Kab Milogi

Ram Kasam Bura Nahin Lyrics - Phir Kab Milogi (1974) | Indian Film History