Indian Film History

Shairana Si Hai Zindagi Lyrics

From Phir Teri Kahani Yaad Aayee (1993)

Duration
7:01
Shayaraana si hai zindagi ki faja Aap bhi zindagi kaa maja lijiye Shayaraana si hai zindagi ki faja Aap bhi zindagi kaa maja lijiye Shayaraana si hai zindagi ki faja Aap bhi zindagi kaa maja lijiye Main ghazal ban gayi aapke saamane Main ghazal ban gayi aapke saamane Shauk se abb mujhe gunguna lijiye Shayaraana si hai zindagi ki faja Aap bhi zindagi kaa maja lijiye Shayaraana si hai… Aap sun toh rahe hai mere dil ki lay Iss mein benaam si ek udaasi bhi hain Aap sun toh rahe hai mere dil ki lay Iss mein benaam si ek udaasi bhi hain Iss mein benaam si ek udaasi bhi hain Iss udaasi mein nagama koyi chhed kar Iss udaasi mein nagama koyi chhed kar Ek bechain dil ki duwa lijiye Shayaraana si hai zindagi ki faja Aap bhi zindagi kaa maja lijiye Shayaraana si hai… Aapke pyaar kaa jo bhi mewaar hain Isase kab jaaneja mujhako inkaar hain Aapke pyaar kaa jo bhi mewaar hain Isase kab jaaneja mujhako inkaar hain Isase kab jaaneja mujhako inkaar hain Jis tarah aap chaahe nazar aau main Jis tarah aap chaahe nazar aau main Mujhako har rang mein aajama lijiye Shayaraana si hai zindagi ki faja Aap bhi zindagi kaa maja lijiye Shayaraana si hai zindagi ki faja Aap bhi zindagi kaa maja lijiye Main ghajal ban gayi aapke saamane Main ghajal ban gayi aapke saamane Shauk se abb mujhe gunguna lijiye Shayaraana si hai zindagi ki faja Aap bhi zindagi kaa maja lijiye Shayaraana si hai…

More songs from Phir Teri Kahani Yaad Aayee

Shairana Si Hai Zindagi Lyrics - Phir Teri Kahani Yaad Aayee (1993) | Indian Film History