Indian Film History

Phool Yeh Angaar Ban Gaya (Title) Lyrics

From Phool Aur Angaar (1993)

Lyricist
Anu Malik
Duration
4:59
Phool yeh angaar ban gaya Phool yeh angaar ban gaya Phool yeh angaar ban gaya Phool yeh angaar ban gaya Yeh haalaat se ek shabanam ka katra Yeh haalaat se ek shabanam ka katra Aag ki bouchhar ban gaya Phool yeh angaar ban gaya Phool yeh angaar ban gaya Phool yeh angaar ban gaya Phool ye angaar ban gaya Hai kaanun andha adaalat hai behari Hai jhuti yaha har gawaahi Ke jisne sharafat shikhaayi Usiki sharafat pe tohamat hai aayi Kitaabo kalaam ilm kaa haath dekho Kitaabo kalaam ilm kaa haath dekho Kaise talwaar ban gaya Phool yeh angaar ban gaya Phool yeh angaar ban gaya Phool yeh angaar ban gaya Phool yeh angaar ban gaya Chita jal rahi hain behan ki Abhi tak mere dil ki geharaayiyo mein O meri behan hai teraa khun shaamil Mere gum ki chingaariyo mein Tere har gunehgaar ke waaste main Tere har gunehgaar ke waaste main Khun ki kataar ban gaya Phool yeh angaar ban gaya Phool yeh angaar ban gaya Phool yeh angaar ban gaya Phool yeh angaar ban gaya.

More songs from Phool Aur Angaar