Pyar Pardo Me Chhupane Se Kaha Chupta Hai Lyrics | Phool Khile Hain Gulshan Gulshan

                        pyar pardo me chupane se kaha chupta hai

ye dariya hai jo rokne se kaha rukta hai

aaj tak samjhe hai na samjhenge jamane wale

shola ae ishq bhujane se
shola ae ishq bhujane se kaha bhujta hai
pyar pardo me chupane se kaha chupta hai
pyar pardo me chupane se kaha chupta hai

ishq yaar ki aankho ki kasam kha baithe
ishq yaar ki aankho ki kasam kha baithe
maut bhi samne aaye to
maut bhi samne aaye to kaha jhukta hai