Indian Film History

Chukar Tujhe Lyrics

From Phullu (2017)

Singers
Arif Syed
Lyricist
Raghav Dutt
Duration
3:48
Sooni shaam hai Soona khwaab hai Hain khamoshiyaan Sooni yaad hain Yoon munh modd kar safar chhod kar Meri khwahishon ki rooh odh kar na jaa Chhukar tujhe hoon main khila zara zara Haan tujhme hi hoon main ghulaa zara zara Khamoshiyaan hai kah gayi zara zara Haan mujh mei bhi tu rah gaya Takte rahe tujhe raat bhar Baandhaa kiye taaron kaa ghar Takte rahe taaron kaa ghar Kirno se hai tera bayaan mera jahan Hai oss boond bheegi meri zubaan zubaan Chhukar tujhe hoon main khila zara zara Haan tujhme hi hoon main ghulaa zara zara.

More songs from Phullu