Indian Film History

Manmohan Murali Teri Lyrics

From Piya Milan Ki Aas (1961)

Lyricist
Bharat Vyas
Duration
5:02
Manmohan murali teri bairan ban gayi haye Baje to radha bawri na baje to man akulaye Suno ek din ki baat thi wo poonam ki raat Suno ek din ki baat thi wo poonam ki raat Radha baithi thi jamuna ke teer Badi man me adhir bhare naino mein neer Nahi aaye salone sawre Akulane lage naina ha bawre Tabhi boli sakhi dekh bholi sakhi Tere murli wale sham aa gaye Tere man ke mohan sham aa gaye Tere sapno ke ghan sham aa gaye To radha boli radha boli radha boli Radha boli radha boli bade ji tum aaye ho Jaise hamko tumhare bin chain nahi Apni murli me ras bhar laye ho Jaise hamko tumhare bin chain nahi Radha boli radha boli bade ji tum aaye ho Jaise hamko tumhare bin chain nahi Radha boli Uthe tan man me peed kya tumhare liye Uthe hirday ka dhir kya tumhare liye Lage virah ka teer kya tumhare liye Mera dukhda bada dukhda mitane aaye ho Jaise hamko tumhare bin chain nahi Apni murli mein ras bhar laye ho Jaise hamko tumhare bin chain nahi Radha boli radha boli bade ji tum aaye ho Jaise hamko tumhare bin chain nahi Radha boli Koi karta human to aji tumko kya Koi karta human to aji tumko kya Jaye virahan ki aan to aji tumko kya Koi kho dale pran to aji tumko kya Koi de dale jan to aji tumko kya Jab khud ko jab khud ko padi tab aaye ho Jaise hamko tumhare bin chain nahi Apni murli me ras bhar laye ho Jaise hamko tumhare bin chain nahi Radha boli radha boli bade ji tum aaye ho Jaise hamko tumhare bin chain nahi Radha boli.

More songs from Piya Milan Ki Aas

Manmohan Murali Teri Lyrics - Piya Milan Ki Aas (1961) | Indian Film History