Indian Film History

Main Shama Tu Parwana Lyrics

From Platform (1993)

Duration
4:59
Main shama tu parwana Paas aa jaane jana Main shama tu parwana Paas aa jaane jana Tere liye jalti bujhti hoon Tu mera aashiq deewana Main shama tu parwana Paas aa jaane jana Tere liye jalti bujhti hoon Tu mera aashiq deewana Main shama tu parwana Paas aa jaane jana Tere hawale kardi Maine to yeh zindagani Rang kabhi layegi Teri meri prem kahani Tere hawale kardi Maine to ye zindagani Rang kabhi layegi Teri meri prem kahani Aa zara mujhe bata Kyu bhala hai tu khafa Tere pyar mein intzar mein Likhti rahi main afsana Main shama tu parwana Paas aa jaane jana Main shama tu parwana Paas aa jaane jana Aaye hazaaro laakho Apni jawa mehfil mein Ghar na kisi ne banaya Tere siwa iss dil mein Aaye hazaaro laakho Apni jawa mehfil mein Ghar na kisi ne banaya Tere siwa iss dil mein Kya hasi hasi sama Keh raha hai dil jawa Nazre chaar kar bekrar kar Dede mujhe koi nazarana Main shama tu parwana Paas aa jaane jana Main shama tu parwana Paas aa jaane jana Teer mujhpe chalane ki Koshish na kar Teer mujhpe chalane ki Koshish na kar Dil jala hoon jalane ki Koshish na kar Na pyar kar na mujhe yaad kar Khud ko na yun barbad kar Na pyar kar na mujhe yaad kar Khud ko na yun barbad kar Mujhe chhod de dil tod de Na main tera aashiq deewana Main shama tu parwana Paas aa jaane jana Tere liye jalti bujhti hoon Tu mera aashiq deewana Main shama tu parwana Paas aa jaane jana.

More songs from Platform

Main Shama Tu Parwana Lyrics - Platform (1993) | Indian Film History