Indian Film History

Kangana Pehna Ke Le Jaunga Doli Bhita Ke Le Lyrics

From Police Aur Mujrim (1992)

Lyricist
Anjaan
Duration
5:50
kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga ho kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga fir bhi na mani to gori tujhko bhaga ke le jaunga kangna kangna kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga fir bhi na mani to gori tujhko bhaga ke le jaunga kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga ye bharpur jawani chaal teri mastani hoye bharpur jawani chaal teri mastani dono jaha me ek tu hi mere khwabo ki rani kahe mujh sataye dil kyu mera jalaye ho kahe mujh sataye dil kyu mera jalaye kitni bar kaha hai tune dulhan bana ke le jaungaa kangna haye kangna are kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga fir bhi na mani to gori tujhko bhaga ke le jaunga kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga tum bate hi banana kar ke kuch na dikhana ho tum bate hi banana kar ke kuch na dikhana mai hi bhaga le jaungi tumko tum mat mujhe bhagana jo kuch tere dil me vo hi mere dil me ho jo kuch tere dil me vo hi mere dil me banunga tere dil ka raja baaja baja ke le jaunga kangna haye kangna are kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga fir bhi na mani to gori tujhko bhaga ke le jaunga kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga na shadi na sagai pakadne lage kalai ho na shadi na sagai pakadne lage kalai har ladki se yahi kaha hoga tumne harjai dil me laddu fute upar se kyu ruthe dil me laddu fute upar se kyu ruthe hui nahi jo pyar se raji jabran utha ke le jaunga kangna kangna kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga fir bhi na mani to gori tujhko bhaga ke le jaunga kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga are kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga

More songs from Police Aur Mujrim

Kangana Pehna Ke Le Jaunga Doli Bhita Ke Le Lyrics - Police Aur Mujrim (1992) | Indian Film History