Indian Film History

Main Jab Chhedoonga Dil Ka Lyrics

From Ponga Pandit (1975)

Duration
8:00
Main jab chhedoonga dil ka tarana To aa jayega tufan sa Main jab chhedoonga dil ka tarana To aa jayega tufan sa Ek ek dil bechain hai Hulchal si macha du abhi Kaho to mai ek aag si Mahfil mein laga du abhi Main jab chhedoonga dil ka tarana To aa jayega tufan sa Ek ek dil bechain hai Hulchal si macha du abhi Kaho to main ek aag si Mahfil mein laga du abhi Shole hai ye nagme mere Dhokha na khana Jo diljala hai sochake tum pas aana Shole hai ye nagme mere Dhokha na khana Jo diljala hai sochake tum pas aana Aisa na ho duniya kahe kya hua Main jab chhedoonga dil ka tarana To aa jayega tufan sa Ek ek dil bechain hai Hulchal si macha du abhi Kaho to mai ek aag si Mahfil mein laga du abhi Hai hai main kaun main kaun Prem prem pyar pyar Deewana deewana Ye jindagi ek geet din raat gaye Hona hai jo hota rahe din raat gaye Ye jindagi ek geet din raat gaye Hona hai jo hota rahe din raat gaye Aisa na ho dunia kahe kya hua Main jab chhedoonga dil ka tarana To aa jayega tufan sa Ek ek dil bechain hai Hulchal si macha du abhi Kaho to main ek aag si Mahfil mein laga du abhi Kabhi kabhi mujhe aisa lagta hai Ke sapno mein koi hasta hai Kabhi kabhi mujhe aisa lagta hai Ke sapno mein koi hasta hai Do kaliya hothi ki khilti si, khulti si Badhke chumu to kaliya ye na kahna Ye kya hua Main jab chhedoonga dil ka tarana To aa jayega tufan sa Ek ek dil bechain hai Hulchal si macha du abhi Kaho to main ek aag si Mahfil mein laga du abhi Main jab chhedoonga dil ka tarana To aa jayega tufan sa.

More songs from Ponga Pandit