Indian Film History

Jab Jab Hota Naash Lyrics

From Prabhu Ki Maya (1955)

Music
Ravi
Duration
6:32
Jab jab hota nash dharam ka Aur paap badh jata hai Tab lete avtar parbhu Yeh vishv shanti pata hai Jab jab hota nash dharam ka Aur paap badh jata hai Tab lete avtar parbhu Yeh vishv shanti pata hai Jab kans ke atyacharo se Bhumandal par badha gaye Jab prakruti ke har aansu par Tukade tukade pataal hua Tab gharbha ke sati devaki ke Us pal mein aathama laal hua Phir vasudev neej laal ko mathura Ke gokul mein le jaata hai Phir vasudev neej laal ko mathura Ke gokul mein le jaata hai Avtaar baal mein jhule Sansaar beriya gaata hai Jab jab hota nash dharam ka Aur paap badh jata hai Tab lete avtar parbhu Yeh vishv shanti pata hai Jab mitti khaate kaan kuvar ko Dekha yashoda maiya ne Munha kholke sara vishva Dikhaya maiyaa ko kishan kaniya ne Kahi matki phodi makhan khaya Kahi woh makhan chore bane Kahi matki phodi makhan khaya Kahi woh makhan chore bane.

More songs from Prabhu Ki Maya

Jab Jab Hota Naash Lyrics - Prabhu Ki Maya (1955) | Indian Film History