Indian Film History

Aa Ke Dard Jawaan Hai Lyrics

From Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1974)

Lyricist
S H bihari
Duration
5:15
Aa ke dard jawan hai Aa ke dard jawan hai Sajna haye Raat ka ishara hai Pyar ne pukara hai Rat ka ishara hai Pyar ne pukara hai Baho me le le mujhe Aa ke dard jawan hai Aa ke dard jawan hai Sajna haye Raat ka ishara hai Pyar ne pukara hai Baho me le le mujhe Aa ke dard jawan hai Aa ke dard jawan hai Aisi badariya Pahli bar chayi hai Jhum ke uthi to hai Barsane na payi hai Aisi badariya Aisi badariya Pahli bar chayi hai Jhum ke uthi to hai Barsane na payi hai Meri ye nigahe Garam bahe ab na manengi Meri ye nigahe Garam bahe ab na manengi Aakhir teri sanse Mere dil ka dard janengi Aa ke dard jawan hai Aa ke dard jawan hai Sajna haye rat ka ishara hai Pyar ne pukara hai Baho me le le mujhe Aa ke dard jawan hai Aa ke dard jawan hai Najare gulabi ho to Har say gulabi hai Meri najar se dekho Duniya sarabi hai Najre gulabi ho to Najare gulabi ho To har say gulabi hai Meri najar se dekho Duniya sarabi hai Dekho mere dil Me aaj kaisi bekarari hai Dekho mere dil Me aaj kaisi bekarari hai Ghayal mai hiraniya Mere dil ka tu shikari hai Aa ke dard jawan hai Aa ke dard jawan hai Sajna haye rat ka ishara hai Pyar ne pukara hai Baho me le le mujhe Aa ke dard jawan hai Aa ke dard jawan hai.

More songs from Pran Jaye Par Vachan Na Jaye