Indian Film History

Milaa Jo Pyaar To Ham Pyaar Ke Qaabil Naa Rahe Lyrics

From Preet Ki Dori (1971)

Lyricist
Indeevar
Duration
3:46
Milaa jo pyaar to ham Pyaar ke qaabil naa rahe Milaa jo pyaar to ham Pyaar ke qaabil naa rahe Phizaa me pal ke ham Bahaar ke qaabil naa rahe Gaye jo dub kinaaro se Un ka naataa kya Gaye jo dub kinaaro se Un ka naataa kya Ujad gaye jo bahaaro se Un ka naataa kya Tum to ik phul ho ham Haar ke qaabil naa rahe Milaa jo pyaar to ham Pyaar ke qaabil naa rahe Phizaa me pal ke ham Bahaar ke qaabil naa rahe Hame mitaa do ke ham Zindagi se haare hai Hame mitaa do ke ham Zindagi se haare hai Hame bhulaa do ke Ham tute hue taare hai Hai wafadar magar Yaar ke qaabil naa rahe Milaa jo pyaar to ham Pyaar ke qaabil naa rahe Phizaa me pal ke ham Bahaar ke qaabil naa rahe.

More songs from Preet Ki Dori

Milaa Jo Pyaar To Ham Pyaar Ke Qaabil Naa Rahe Lyrics - Preet Ki Dori (1971) | Indian Film History