Mera Chhota Sa Ghar Baar Lyrics | Prem Parbat

Lyricist :
Music Director : Shanti Sagar , Jaidev
Singer : Lata Mangeshkar
                        
                        Mera chhota sa ghar baar
Mere angnaa mein
Mera chhota sa ghar baar
Mere angna mein

Chhota sa chanda
Chhote chhote taare
Chhota sa chanda
Chhote chhote taare
Raat karein singaar
Mere angnaa mein
Mera chota sa ghar baar
Mere angna mein
Pyara sa gudda mera
Ambar sa aayaa
Pyara sa gudda mera
Ambar se aayaa
Ambar se aayaa
Mere man mein samaya
Pyara sa gudda mera
Ambar se aayaa
Ambar se aayaa
Mere man mein samaayaa
Kan kan mein jaga hai pyaar
Mere angnaa mein
Kan kan mein jaga hai pyaar
Mere angnaa mein
Mera chhota sa ghar baar
Mere angna mein

Hmm hmm
Hmm hmm hmm
Dehri rang loon
Angna buhaaroon
Tulsi maiyya main
Tori najar utaaroon
Dehri rang loon
Angnaa buhaaroon
Tulsi maiyya main
Tori najar utaaroon
Pyaar khada mere dwaar
Mere angna mein
Pyaar khada mere dwaar
Mere angna mein
Mera chotaa sa ghar baar
Mere angna mein.