Indian Film History

Masti Bhari Bahaar Lyrics

From Pugree (1948)

Duration
2:35
Masti Bhari Bahaar Ne Masti Bhari Bahaar Ne Mastaanaa Kar Diyaa Mastaanaa Kar Diyaa Sab Ro Karaar Loot Ke Sab Ro Karaar Loot Ke Deewana Kar Diyaa Haay Deewana Kar Diyaa Masti Bhari Bahaar Ne Mastaanaa Kar Diyaa Mastaanaa Kar Diyaa Sab Ro Karaar Loot Ke Deewana Kar Diyaa Haay Deewana Kar Diyaa Duniyaa Jawaan Hai Main Jawaani Ko Kyaa Kahoon Jawaani Ko Kyaa Kahoon Zaalim Ne Mujh Ko Hosh Se Zaalim Ne Mujh Ko Hosh Se Begaanaa Kar Diyaa Haay Begaanaa Kar Diyaa Masti Bhari Bahaar Ne Masti Bhari Bahaar Ne Mastaanaa Kar Diyaa Haay Mastaanaa Kar Diyaa Bulbul Bhi Dil Ko Thhaam Ke Haay Bulbul Bhi Dil Ko Thhaam Ke Phoolon Se Keh Uthhi Phoolon Se Keh Uthhi Khud Shama Ban Gaye Mujhe Khud Shama Ban Gaye Mujhe Parwaanaa Kar Diyaa Haay Parwaanaa Kar Diyaa Masti Bhari Bahaar Ne Masti Bhari Bahaar Ne Mastaanaa Kar Diyaa Haay Mastaanaa Kar Diyaa.

More songs from Pugree

Masti Bhari Bahaar Lyrics - Pugree (1948) | Indian Film History