Indian Film History

Paas Baithho Tabiyat Bahal Jaayegee Lyrics

From Punar Milan (1964)

Music
C Arjun
Lyricist
Indeevar
Duration
4:17
paas baitho tabiyat bahal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi paas baitho tabiyat bahal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi dhaar kaajal ki tum aur tikhi karo maang hotho ki mithi hasi se bharo jindagi jhumne par machal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi paas baitho tabiyat bahal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi hamne maana ke chhaayi hain kaali ghata gore gaalo se gesu hata do jara is andhere me ek shamma jal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi paas baitho tabiyat bahal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi gam ne chheda hame, tum naa chheda karo jo tumhaare hai unse naa parda karo muskura do tamanna nikal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi paas baitho tabiyat bahal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi

More songs from Punar Milan

Paas Baithho Tabiyat Bahal Jaayegee Lyrics - Punar Milan (1964) | Indian Film History