Indian Film History

Aata Hai Mujhko Yaad Lyrics

From Purani Haveli (1989)

Lyricist
Asha Rani
Duration
4:40
Aata hai mujhko yaad tera pyar Rahat hai ye dil mera bekarar Sapno mein chuma tujhko kai baar Baho mein teri hi mila karar Suno tum jaha bhi ho sanam Tumko meri hai kasam lot aana Suno wo bita hua kal Yaad aata hai har pal Wo zamana main hoon tera deewana Tu sama main parwana na bhulana Bhul na jana lot aana Tere bin kuch bhi to na bhaye Rat ko tadpu neend na aaye Tujhko chhune ko dil ye lag jaye Yaad aate hai wo zulfo ke saye Suno tum jaha bhi ho sanam Tumko meri hai kasam lot aana Suno wo bita hua kal Yaad aata hai har pal Wo zamana main hoon tera deewana Tu sama main parwana na bhulana Bhul na jana lot aana Do pyar karne walo ko kaha Jeene deta hai beraham jaha Todkar zulmo ki deeware Aa basa le pyar ka jaha Suno tum jaha bhi ho sanam Tumko meri hai kasam lot aana Suno wo bita hua kal Yaad aata hai har pal Wo zamana main hoon tera deewana Tu sama main parwana na bhulana Bhul na jana lot aana Na bhualna lot jana bhul na jaana.

More songs from Purani Haveli

Aata Hai Mujhko Yaad Lyrics - Purani Haveli (1989) | Indian Film History