Bahaaron Ki Kahaani, Sunaati Hai Jawaani Lyrics | Pyaar Kiya To Darna Kya

Lyricist : Shakeel Badayuni
Music Director : Asha Bhosle , Ravi
Singer : Asha Bhosle
                        
                        Baharo ki kahani sunati hai jawani
Tu najre milake deewane jara sun
Baharo ki kahani sunati hai jawani
Tu najre milake deewane jara sun
Sun to

Ye char din ki jindagi
Kyu isme ho gum ki bekhudi
Ye char din ki jindagi
Kyu isme ho gum ki bekhudi
Kisi aankh se lele sokhiya
Kisi julf se lele mastiya
Kisi julf se lele mastiya
Baharo ki kahani sunati hai jawani
Tu najre milake deewane jara sun
Baharo ki kahani sunati hai jawani
Tu najre milake deewane jara sun
Sun deewane

Na dekh apni uljhne
Ruk jaye na dil ki dhadkane
Na dekh apni uljhne
Ruk jaye na dil ki dhadkane
Koi mast najra dhund le
Koi dil ka sahara dhund le
Koi dil ka sahara dhund le
Baharo ki kahani sunati hai jawani
Tu najre milake deewane jara sun
Baharo ki kahani sunati hai jawani
Tu najre milake deewane jara sun
Sun deewane

Kurban tujhpe meri ja
Rangin banale dasta
Kurban tujhpe meri ja
Rangin banale dasta
Khoja tu kisi ki chah me
Kuch phul bichale rah me
Kuch phul bichale rah me
Baharo ki kahani sunati hai jawani
Tu najre milake deewane jara sun
Baharo ki kahani aaha ha
Tu najre milake deewane jara sun
Sun deewane.