Indian Film History

Tum Bin Jaoon Kahan (Rafi - Sad Version) Lyrics

From Pyar Ka Mausam (1969)

Duration
3:28
meri nazar me to sirf tum ho kuch aur mujhko pata nahi hai tumhari mehfil se uth raha hu magar kahi rasta nahi hai tum bin jaaun kahan tum bin jaaun kahan ke duniya mein aake kuch na phir chaha sanam tumko chaah ke tum bin jaaun kahan kabhi mere gam ki kahani kabhi mere gam ki kahani dil se mat kahna kahin meri baat chale to sunke chup rehna mera kya hai kat jaayegi kahin ye zindagi tumko chaah ke tum bin jaaun kahan tum bin jaaun kahan tum bin jaaun kahan.

More songs from Pyar Ka Mausam

Tum Bin Jaoon Kahan (Rafi - Sad Version) Lyrics - Pyar Ka Mausam (1969) | Indian Film History