Hasino Ki Ankho Ka Tara Rahunga Lyrics | Pyar Ka Sapna

                        
                        hasino ki aankho ka tara rahunga
kuwara raha hu kuwara rahunga
hasino ki aankho ka tara rahunga
kuwara raha hu kuwara rahunga
hasino ki aankho ka tara rahunga

london me sou to peris me jagu
marzi se uthu to marzi se bhagu
london me sou to peris me jagu
marzi se uthu to marzi se bhagu
kisi ek jagah na dobara rahunga
hasino ki aankho ka tara rahunga
kuwara raha hu kuwara rahunga
hasino ki aankho ka tara rahunga

gujru jidhar se dekhe kuwariya
rah jaye hatho ko malti bechariya
gujru jidhar se dekhe kuwariya
rah jaye hatho ko malti bechariya
fasa to kisi ka na pyara rahunga
hasino ki aankho ka tara rahunga
kuwara raha hu kuwara rahunga
hasino ki aankho ka tara rahunga.