Deewana Hun Pyar Ka Lyrics | Qaid

Lyricist : Maya Govind
Music Director : Atma Ram , Nitin Mangesh
Singer : Kishore Kumar
                        
                        Deewana deewana
Deewana deewana
Deewana hun pyar ka
Mai aashik hun dildar ka
Deewana hun pyar ka
Mai aashik hun dildar ka
Ek bar aanhko ho char
To tu bhi yar bol
Mahbuba mahbuba
Mahbuba mahbuba deewana

Aanhk ladake jan lade hai
Maut bisarte aan khadi hai
Sunle sara jaha ishk ki dasta
Sunle sara jaha ishk ki dasta
Suli pe jake aasu bahake yu
Aashik ne jake kaha
Deewana hun pyar ka
Mai aashik hun dildar ka
Deewana hun pyar ka
Mai aashik hun dildar ka
Ek bar aanhko ho char
To tu bhi yar bol
Mahbuba mahbuba
Mahbuba mahbuba deewana

Ek tha majnu ek thi laila
Dusmano ka jal tha faila
Khatre ko jhel ke jan pe khel ke
Khatre ko jhel ke jan pe khel ke
Majnu ne aake kaleje
Lagake naina milake kaha
Deewana hun pyar ka
Mai aashik hun dildar ka
Deewana hun pyar ka
Mai aashik hun dildar ka
Ek bar aanhko ho char
To tu bhi yar bol
Mahbuba mahbuba
Mahbuba mahbuba deewana.