Chandni Raat Hai Sanam Lyrics | Qaidi

                        
                        Aaja aaja aaja
Chandni chandni raat ye sanam
Nahi premiyo ko jannat se kam
Chandni raat ye sanam
Nahi premiyo ko jannat se kam
Aao ji bhar ke pyar karo
Koi dekhe to dekhne do
Chandni raat ye sanam
Nahi premiyo ko jannat se kam

Aao ji bhar ke pyar karo
Koi dekhe to dekhne do
Aaja aaja aaja

Jin mein jaan hai
Jin mein dil hai
Un sab ke andar hai pyar
Jin mein jaan hai
Jin mein dil hai
Un sab ke andar hai pyar
Hum kya tum kya pyar mein duba
Sara hi ye sansar
Hum kya tum kya pyar mein duba
Sara hi ye sansar

Chandni chandni raat ye sanam
Nahi premiyo ko jannat se kam
Aao ji bhar ke pyar karo
Koi dekhe to dekhne do
Aaja aaja

Taro ke fere karti hai dharti
Dharti ke fere chanda
Taro ke fere karti hai dharti
Dharti ke fere chanda

Tere milan ki chah mein ghume
Mera pran batnga
Tere milan ki chah mein ghume
Mera pran batnga
Chandni chandni raat yeh sanam
Nahi premiyo ko jannat se kam
Aao ji bhar ke pyar karo
Koi dekhe to dekhne do
Aaja aaja.