Indian Film History

Chhaya Hai Sama Mera Dil Hai Jawa Lyrics

From Qaidi (1957)

Duration
3:44
chaya hai sama mera dil hai jawan saiya man me jhume bahar aaja re sanam tujhe meri kasam dekho dungi sab kuch haar sham suhani lekar aayi kitne khawab suhane tan ki dekho ek kahani man ke lakh fasane are kabhi mite nahi teri lagi teri ye najar gayi dil me utar mere dil ka banke karar aaye na yakin are tujhsa hasin kare hamse itna pyar acha haan ji kon hai mere dil se karta chupke aaj ishare kon hai mere dil se karta chupke aaj ishare o man me apne pyar basa le kehte mast najare kehte mast najare khili yaha tere liye kali kali khili yaha tere liye kali kali teri ye najar gayi dil me uthar mere dil ka banke karar aaye na yakin are tujhsa hasin kare hamse itna pyar acha haan ji chaya hai sama mera dil hai jawan saiya man me jhume bahar aaja re sanam tujhe meri kasam dekho dungi sab kuch haar

More songs from Qaidi