Bolne Mai Kya Jata Hai Lyrics | Qasam Se Qasam Se

                        tajmahal sale ko likha, eiffel tawar sali ko
whitehouse or indiagate baksh diya gharwali ko
hay, tajmahal sale ko likha, eiffel tawar sali ko
whitehouse or india gate, baksh diya gharwali ko
tajmahal sale ko likha, eiffel tawar sali ko
whitehouse or india gaate, baksh diya gharwali ko
mujhse milne obama har roj chala aata hai

oye kya bat karta hai
hay bolne me kya jata hai, bolne me kya jata hai
bolne me kya jata hai, bolne me kya jata hai

hu bollywood ke sabhi minister mere ghar hi dinner karte hai
kapde mere do din me dhulkar paris se aate hai

mere ghar chanda lene prime minister aata hai

kya mama
hay bolne me kya jata hai, bolne me kya jata hai
bolne me kya jata hai, bolne me kya jata hai
bolne me kya jata hai, bolne me kya jata hai

ha dariya or talab hai, kya nadiya batne nikle hai
lamho ki okat nahi, sadiya batne nikle hai
dariya or talab hai, kya nadiya batne nikle hai
lamho ki okat nahi, sadiya batne nikle hai
mera body dekh ke salman bhi sharmata hai

kuch jyada hi ho gya
hay bolne me kya jata hai, bolne me kya jata hai
bolne me kya jata hai, bolne me kya jata hai
bolne me kya jata hai, bolne me kya jata hai

tajmahal sale ko likha, eiffel tawar sali ko
whitehouse or india gaate baksh diya gharwali ko
tajmahal sale ko likha, eiffel tawar sali ko
whitehouse or india gate, baksh diya gharwali ko
mujhse milne obama har roj chala aata hai
inse milne obama har roj chala aata hai
are bas bhi kar
bolne me kya jata hai, bolne me kya jata hai
bolne me kya jata hai, bolne me kya jata hai
bolne me kya jata hai, bolne me kya jata hai
bolne me kya jata hai, bolne me kya jata hai
bolne me kya jata hai, bolne me kya jata h