Dekh Kar Meri Taraf Khamosh Ho Jana Zara Lyrics | Qawwali Ki Raat

                        
                        dekh kar meri taraf khamosh ho jana jara 
dekh kar meri taraf khamosh ho jana jara 
mai fasana jab kahu aasu na bhar lana jara 
mai fasana jab kahu 

jab mai dekhuga safina dubane ko hai mera
jab mai dekhuga safina dubane ko hai mera 
mai tumhe awaj dunga tum chale aana jara 
mai tumhe awaj dunga tum chale aana jara 
mai tumhe awaj dunga 

dubne vale ko mushkil or bhi ho jayegi
dubne vale ko mushkil or bhi ho jayegi
aise aalam me kahi tum bhi aa na jana jara 
aise aalam me kahi tum bhi aa na jana jara 
aise aalam me

fir meri kasti aane lagi sahil ke pas
fir meri kasti aane lagi sahil ke pas
koi tufano ko fir jakar bula lana jara 
koi tufano ko fir jakar bula lana jara 
koi tufano ko fir 

kapti awaj me jab mai khuda aafis kahu
kapti awaj me jab mai khuda aafis kahu
aa bhi jaye aankh me aasu to pi jana jara
aa bhi jaye aankh me aasu to pi jana jara
aa bhi jaye aankh 

jaqat ke aadi hai hum ashak pi jayege hum
jaqat ke aadi hai hum ashak pi jayege hum
hai mulasif samane se tum bhi hat jana jara
hai mulasif samane se tum bhi hat jana jara
hai mulasif samane se