Indian Film History

Mere Pyaar Ki Aawaz Pe Lyrics

From Raaj Mahal (1982)

Duration
4:26
Mere pyaar ki aawaz pe Chali aana o chali aana Mere pyaar ki aawaz pe Chali aana o chali aana Dekho mausam gehara gehara hai Aur shaam kaa rang sunehara hai Aao ham dono chhup jaae Pyaar ki duniya me kho jaae Pyaar ki duniya me kho jaae Aise kho jaaege Aise kho jaaege ke Dhundhega ye sara zamana Mere pyaar ki aawaz pe Chali aana o chali aana Mere pyaar ki aawaz pe Chali aana o chali aana Tu hai sapano ki parchhaiyo me Tu hai sapano ki parchhaiyo me Tu hai is dil ki geharaiyo me Bandhake tujhko baaho me Rakh lun aaj nigaaho me Bandhake tujhko baaho me Rakh lun aaj nigaaho me To ye wada karo To ye wada karo mujhako kabhi na bhulana Mere pyaar ki aawaz pe Chali aana o chali aana Mai aa gayi hun Mai aa gayi hun pyaar ki aawaz pe Ye pyaar bhara nagama Tum phir se gungunana Mere pyaar ki aawaz pe Chali aana o chali aana.

More songs from Raaj Mahal