Indian Film History

Aise Na Dekho Lyrics

From Raanjhanaa (2013)

Lyricist
Irshad Kamil
Duration
4:15
Aise na dekho Aise na dekho Jaise pehle kabhi Dekha hi nahi Jaise pehle kabhi Dekha hi nahi Aise na dekho Aise na dekho Mujhe kuch bhi nahin Chaahiye tum se Na dilaasa na bharosa Na wah wah na humdardi Na sapna na sahulat Aise na dekho Aise na dekho Main unn logon ka geet Jo geet nahin sunte Patjhar ka pehla patta Registaan mein khoya aansu Yaa main guzra Waqt nahin milunga Nahin milunga Ye sach ye sach Aise na dekho Aise na dekho Jaise pehle kabhi Dekha hi nahi Jaise pehle kabhi Dekha hi nahi Aise na dekho Aise na dekho.

More songs from Raanjhanaa