Naakam Hue Ishq Me Hum Lyrics | Raaz

                        
                        tumko bhala kya nakam huye
tumhe ham tum ko bhala kya
tum ko bhala kya bechain sabhi hote hai
par tumhe hua kya ulfat mein hua kya

us bhulne wale ne bhulaya bhi ti aise
itna bhi na puchcha kabhi
yaad karke hua kya
haa yaad karke hua kya
nakam huye ishq mein tum ko bhala kya
tum ko bhala kya

dil mein hai dard aankho mein hai pani
aaho ne puchhi hai mere gam ki kahni
is pyar ki duniya mein
ye dil deke mila kya
deke mila kya
nakam huye ishq mein tum ko bhala kya
tum ko bhala kya

tum the umnge thi jawani thi khushi thi
tum the umnge thi jawani thi khushi thi
tum hi na rahe to pas raha kya
pas raha kya
nakam huye ishq mein tum ko bhala kya
tum ko bhala kya