Indian Film History

Dua Lyrics

From Rabba Main Kya Karoon (2013)

Duration
5:19
Zindhgi ki raaho mein Saath hum agar chale Kyun meri nazar mein hai Iss khadar ye faasle Dil jo phool tha Sholo mein dhala ha Jalti hai jahaan dua Saath jo tu nahi Zinghgi ka kya kare Jisme tu hai nahi Us khushi ka kya kare Waqth ki nigaah mein Yaadon ke nishaan hai Dil ki har zameen pe Waadon ke nishaan hai Dil jo phool tha Sholo mein dhala ha Jalti hai jahaan dua Jalti hai jahaan dua ha Saath jo tu nahi Zinghgi ka kya kare Jisme tu hai nahi Us khushi ka kya kare O rabba mere jaan lauta de O rabba main kaha tere aage O rabba mera dard bhula de Ya rabba mera yaar mila de O rabba mere jaan lauta de O rabba main kaha tere aage O rabba mera dard bhula de Ya rabba mera yaar mila de Zindhgi ki raaho mein Saath hum agar chale Chahta hai yeh dil mera Ki phool phir wahi khile Saath jo tu nahi Zinghgi ka kya kare Jisme tu hai nahi Us khushi ka kya kare O rabba mere jaan lauta de O rabba main kaha tere aage O rabba mera dard bhula de Ya rabba mera yaar mila de O rabba o rabba O rabba o rabba.

More songs from Rabba Main Kya Karoon

Dua Lyrics - Rabba Main Kya Karoon (2013) | Indian Film History