Indian Film History

Aaja Aaja Nadiya Kinare Lyrics

From Raj Hath (1956)

Lyricist
Shailendra
Duration
6:08
Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya Tohe kab se pukare Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya Tohe kab se pukare Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya Tohe kab se pukare Tere man ko man ka mit mila Tere bhag se badh kar bhag nahi Tere man ko man ka mit mila Tere bhag se badh kar bhag nahi Kal tak dar tha in aahon se Kal tak dar tha in aahon se Lag jae na jag me aag kahi Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya Tohe kab se pukare Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya Tohe kab se pukare Hans kar ye suhani raat kahe Kal sham ke vaade pure kar Dil ne tere dukh dard sahe Dil ne tere dukh dard sahe Tu dil ke irade pure kar Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya Tohe kab se pukare Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya Tohe kab se pukare Bahte aansu bah jane de Kuchh kho kar hi kuchh milta hai Bahte aansu bah jane de Kuchh kho kar hi kuchh milta hai Ik phul kahin murjhata hai Ik phul kahi par khilta hai Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya Tohe kab se pukare Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya Tohe kab se pukare Aaja aaja nadiya kinare Taron ki chhainya Tohe kab se pukare.

More songs from Raj Hath

Aaja Aaja Nadiya Kinare Lyrics - Raj Hath (1956) | Indian Film History