Indian Film History

Aaao Re Aao Re Lyrics

From Raj Rani Meera (1956)

Lyricist
B D Mishra
Duration
3:30
Aao re aao re aao re Hey girdhaari Aao re aao re aao re Goverdhan girdhaari Krishna muraari Abb laaj hamaari tere haath hai Aao re aao re aao re Hey girdhaari Aao re aao re aao re Hee girdhaari aao re Andhe jag ke nain khol kar Sachhi raah bataao o Andhe jag ke nain khol kar sacchi raah bataao Apni laaj nibhaani hai to Bhakt ki laaj bachaao o o Apni laaj nibhani hai to Bhakt ki laaj bachao O deen bandhu kehlaanewale Deen bandhu kehlaanewale Abb to darash dikhao o o Girdhari aao re aao re aao re Hey girdhaari aao re Kahaan chhupe ho krishna kanhaiyya aao Bhakton ke prabhu peer haraiyya aaoo Chhod ke abb to shesh ki shaiyya aao Meera ke prabhu bansi bajaiyya aao Prabhu aao hari aao abb aaao.

More songs from Raj Rani Meera

Aaao Re Aao Re Lyrics - Raj Rani Meera (1956) | Indian Film History